Main Teri Yadoon Mein Lyrics-Sanam Teri Kasam | Arijit Singh

Main Teri Yadoon Mein Lyrics from Sanam Teri Kasam starring Harshvardhan Rane and Mawra Hocane,the song is sung by Arijit Singh and composed by Himesh Reshammiya while lyrics are penned by Subrat Sinha.

Singer:Arijit Singer
Music:Himesh Reshammiya
Lyrics:Subrat Singer
Music On:Eros


Main Teri Yadoon Mein Lyrics


Main teri yadoon mein khoya
Main teri yadoon mein uljha
Main teri yadoon mein khoya
Main teri yadoon mein uljha

Teri yaadon hai samaa
Tere bin main,main na rahaa
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main,main na rahaa

Shaam-o-seher kaise
Lagte zeher jaise
Tere bagair aise o...
Socha nahin kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise o..

Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai sazaa meri
Samjha rahi hain ye dooriyan
Teri meri nazdeekiyan

Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main,main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main,main na raha

Sabko khabar hai ye
Meri seher hai tu
Kya bekhabar hai tu o..
Itni zara si toh
Haan hai tujhe kehni
Kehde nazar se tu o..

Kya itni hai majbooriyan
Kyun itni naa manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hain
Phir zindagi bhar ka saath hain

Main teri yadoon mein jaaga
Main teri yadoon mein soya
Main teri yadoon mein jaaga
Main teri yadoon mein soya

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main,main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main,main na raha