Jab Tum Chaho Lyrics from Prem Ratan Dhan Payo: This song is sung by Mohd.Irfan, Darshan Raval and Palak Muchhal Starring Salman Khan and Sonam Kapoor music composed by Himesh Reshammiya. Lyrics is penned by Irshad Kamil
Singer: Mohd. Irfan, Darshan Raval, Palak Muchhal
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Irshad Kamil
Music on: T-Series
Jab tum chaaho door jaate ho
Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho
Chalti humesha marzi tumhari
Kehte ho phir pyaar karte ho!
Maana maine galtiyan ki
Thodi thodi saktiyan ki
Ishq mein thodi si mastiyan ki
Jab tum chaaho shiqve gile ho
Jab tum chaaho dil ye mile ho
Chalti humesha marzi tumhari
Jaao bade aaye pyaar karte ho
Dil ki baatoein bolte nahin
Raaz apne tum kholte nahin
Apne maan ki tum karte ho sadaa
Mere maan tum tatolte nahin
Sach hain teri ye sab shiqayatein
Tod dunga ye rivayatein
Bhool meri bhool jaana
Mujhko aaya na rijhana
Magar chahta hoon ab manaana
Jab tum chaho has ke bulaao
Jab tum chaho ladte hi jaao
Chalti humesha marzi tumhari
Badi badi baatein, pyaar karte ho!
Seekha hain pyaar ki baariqiyan sabhi
Ho samay toh sikha dijiye abhi
Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
Door kaise hoti kisi ki naraazgi
Bhole banke karte ho gustakhiyan
Chhod do ye sab chalaakiyan
Baaton mein behlaao naa yun
Baat ko badhaao na
Manungi na main manaao na yun
Jab tum chaaho shamm saji ho
Jab tum chaaho raat dhali ho
Ab tum chaaho jo bhi sazaa do
Bas thoda hans ke dikha do
Singer: Mohd. Irfan, Darshan Raval, Palak Muchhal
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Irshad Kamil
Music on: T-Series
Jab Tum Chaho Lyrics
Jab tum chaaho paas aate hoJab tum chaaho door jaate ho
Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho
Chalti humesha marzi tumhari
Kehte ho phir pyaar karte ho!
Maana maine galtiyan ki
Thodi thodi saktiyan ki
Ishq mein thodi si mastiyan ki
Jab tum chaaho shiqve gile ho
Jab tum chaaho dil ye mile ho
Chalti humesha marzi tumhari
Jaao bade aaye pyaar karte ho
Dil ki baatoein bolte nahin
Raaz apne tum kholte nahin
Apne maan ki tum karte ho sadaa
Mere maan tum tatolte nahin
Sach hain teri ye sab shiqayatein
Tod dunga ye rivayatein
Bhool meri bhool jaana
Mujhko aaya na rijhana
Magar chahta hoon ab manaana
Jab tum chaho has ke bulaao
Jab tum chaho ladte hi jaao
Chalti humesha marzi tumhari
Badi badi baatein, pyaar karte ho!
Seekha hain pyaar ki baariqiyan sabhi
Ho samay toh sikha dijiye abhi
Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
Door kaise hoti kisi ki naraazgi
Bhole banke karte ho gustakhiyan
Chhod do ye sab chalaakiyan
Baaton mein behlaao naa yun
Baat ko badhaao na
Manungi na main manaao na yun
Jab tum chaaho shamm saji ho
Jab tum chaaho raat dhali ho
Ab tum chaaho jo bhi sazaa do
Bas thoda hans ke dikha do