Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics - Sanam



Yeh Raaten yeh Mausam Lyrics by SANAM Puri & Simran Sehgal





Singer: Sanam & Simran Sehgal
Music: Sanam
Movie: Dilli ka Thug


Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics


Yeh raaten yeh mausam
Nadee ka kinara, yeh chanchal Hawaa
Aa..aa…
Yeh raatein yeh mausam
Nadee ka kinara, yeh chanchal Hawaa
Kahaa do Dillon ne
Ki milkar kabhi hum na honge judaa

Yeh raatein yeh mausam
Nadee ka kinaara, Yeh Chanchal  hawaa
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Ki hum kho gaye pyaar ki raagini mein
Yeh baahon mein baahein, yeh behki nigahe
Lo aane lagaa zindagi ka mazaa

Yeh raatein, yeh mausam
Nadee ka Kinara, yeh chanchal hawaa
Sitoran ki mehfil m karke ishara
Sitoran ki mehfil m karke ishara
Kahaa ab toh saara jahan hai tumhara
Mohabbat jawaan ho khula  aasman ho
Kare koyi dil arzu kya
Yeh raatein yeh mausam
Nadee ka kinara, yeh chanchal hawaa

Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
Kasam hai tumhe  tum agar mujhse ruthe
Rahe saans jab tak yeh bandhan na toote
Tumhe dil diya hai yeh waada kiya hai
Sanam main tumhari rahungi sadaa

Yeh raaten yeh mausam
Nadee ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Kahaa do dilon ne
Ki milkar kabhi hum na honge judaa
Yeh raatein yeh mausam
Nadee ka Kinara ye chanchal hawaa