Teri Yaad Saath Hai Lyrics-Vijay Prakash Sharma

Teri yaad saath hai by Vijay Prakash: Awesome song by Vijay kumar, Music composed by Manan Bhardwaj
Teri yaad saath hai by vijay kumar
  • Singer:vijay prakash sharma
  • Lyrics:Vijay Prakash Sharma
  • Composer: Manan Bhardwaj


Teri Yaad Saath Hai Lyrics


Jab miloge humein bhool jaana nahi
Meri jaan tu mujhe aazmaana nahi


Teri yaad saath hai 
Teri baat saath hai
Tab miloge humein bhool jaan anahi
Meri jaan tu mujhe aazmaana nahi


Teri yaad saath hai
Teri baat saath hai
Teri yaad... teri yaad...
teri yaad...


Lamhe ye kaise gujare hain
Tumse main kya kahu
Dooriya yeh zudai ki, ab na sah saku
Aa bhi jaao sanam, ab sataana nahi
Meri jaan mujeh aazmana nahi


Teri yaad saath hai
Teri baat saath hai
Teri yaad...teri yaad...
Teri yaad...


Aarzu mere zazbon ki
Tujhse main kahoo
teri chaahat ki saagar mein
dub jaaunga main
Aaankhon ki wo hansi
Jaane dunga nahi yaar ki kabhi


Teri yaad saath hai (teri yaad..)
Teri baat saath hai (teri yaad..)
Teri yaad..Teri yaad..
Teri yaad..