Gulon mein Rang Bhare Lyrics From Haider (2014): This song
is sung by Arijit Singh, Music by Vishal Bhardwaj and Lyrics by
Faiz Ahmed “Faiz” and Gulzar
- Singer: Arijit Singh
- Lyrics: Faiz Ahmed “Faiz” & Gulzar
- Music: Vishal Bhardwaj
- Music Label: Junglee Music
- Starring: Shahid Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Shraddha Kapoor
Gulon Mein Rang Bhare Lyrics
Bada hain dard ka rishta
Bada hain dard ka rishta
Dard ka risht o..o..o…mm
Bada hain dard ka rishta
Dard ka risht o..o..o…mm
Bada hain dard ka rishta
Bada hain dard ka rishta
Bada hain dard ka rishta
Yeh dil gareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chle hmm..
Bada hain dard ka rishta
Bada hain dard ka rishta
Yeh dil gareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chle hmm..
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahar chale
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale

Hmm..
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Kahi to bahr-e-khuda aaj zikar-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubhaar chale

Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sabe-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Magar sab-e-hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sabe-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahar chale
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahar chale
Word Meanings: Gulo: Flowers, Baad-e-naubahaar: breeze of
new spring, gulshan: Garden, qafas: Cage or prison, sabaa: gentle breeze,
bahr-e-khuda: Khuda ke liye, Zikr-e-yaar: Mehboob ka zikr, Shab-e-hjraan: the
nigh of sepration, aaqibat: end
GULON MEIN RANG BHARE Video ( Haider 2014)
GULON MEIN RANG BHARE Video ( Haider 2014)