CHULEIN AASMAN – Farhan Akhtar, Salim Sulaiman | MARD HWGO

Chulein Aasman by Farhan Akhtar & Salim Sulaiman: The song is for women empowerment, Farhan Akhtar’s MARD joins hands with Google initiative Helping Women get Online (HWGO).

Chulein Aasman HWGO Initiative Mard



Singers: Farhan Akhtar, Salim Merchant
Music: Salim-Sulaiman
Lyrics: Farhan-Akhtar, shraddha pandit





Chulein Aasman Lyrics


Kehte hain padh likhkar aakhir kya karogi
Tum toh kisi ka ghar basana hai
Kehte hain tum ho aamanat doosro ki
Unse kaho apni bhi zidd hai
Tode hum sare ye pinjre

Chulein aasman yeh jahaan hum jeet lein
Badle daatan har dhadkan bole
Chulein aasman yeh hahan hum jeet lein
Badle dastaan, har dhadkan bole

Kehte hain beta budhape ka sahara hain
Betiyaan bas ek bojh hain
Chhu le aasman yeh jahaan hum jeet lein
Badle dastaan, har dhadkan bole

Har zarra yeh kahe, ab hum hai sang tere
Rooke se na ruke.. hey.. hey…
Har qatra cheekh ke, dohraaye sang mere
Ab roke na ruke… hey, hey
Chhu le aasman…

(koi agar humse pooche, kaun hai hum
Chahe hum jo bhi hai, apni pehchan kahe
Jab tak hai humaare beech barabari na ho
Tab tak kaise, khud ko hum insaan kahe)

Chhule aasman ye jahaan hum jeet lein
Badle daastan, har dhadkan bole
Chhule aasman yeh jahaan hum jeet lein
Badle daastaan har dhadkan bole….


Chulein Aasman Video